Barchi Akbar Kay Kalejay Say Noha By Farhan Ali Waris
Barchi Akbar Kay Kalejay Say Lyrics in Urdu
Haye Baba ha dard bara
Haye Baba ha dard bara
Haye Baba ha dard bara
Haye Baba ha dard bara
Haye Baba ha dard bara
Akhri waqt ha dil apna sambhalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Akhri waqt ha dil apna sambhalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Aesi ulji ha kalejay mein ye barchi baba
Sath barchi ke kaleja bhi nikal ayega
Waqt bara mushkil ha khudko samhalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Akhri waqt ha dil apna sambhalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Haye Baba ha dard bara
Haye Baba ha dard bara
Waar zalim ka tha aesa mein sambhal na paya
Usne seenay mein hi bharchi ko tora
Mujh ko is dard ki mushkil se nikalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Akhri waqt ha dil apna sambhalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Ab to kuch daer mein jan meri nikal jaigi
Phir kabhi behna meri mujse na mil payegi
Ho ske to meri sohra ko bula lijiye baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Akhri waqt ha dil apna sambhalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Baba jan lash meri khemo mein jab jaigi
Maa to ye haal mera dekh ke mar jaigi
Zakhm seeney ka kisi trhah chupalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Akhri waqt ha dil apna sambhalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Haye ashk rukhsaar pe rasha ha tery hatho mein
Ye bhi mushkil ha kabhi na aye nhi ankho mein
Tum madad ke liye dada ko bulalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Akhri waqt ha dil apna sambhalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Zabt farhan qayamat ha likhey kya mazhar
Akhri baat yhi keh ke sitharey akbar
Ya Ali keh ke mera lasha uthalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Akhri waqt ha dil apna sambhalo baba
Barchi akbar ke kalejay se nilalo baba
Haye Baba ha dard bara
Haye Baba ha dard bara
Haye Baba ha dard bara

0 Comments