Kya Pata Zindag Ka Noha By Nadeem Sarwar
Kya Pata Zindag Ka Lyrics in Urdu
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Ai wa gareeb Hussaina
Ai wa shaheed Hussaina
Ai wa mazloom Hussaina
Ai wa mazloom Hussaina
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Ae azadaro zehra ke pyaro
Tum ko shaheed e karbala ne pukaro
Matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Salam zehra ke mah pyaro
Salam haider k chand taaro
Salam zehra ke mah pyaro
Salam haider k chand taaro
Neza sanwaro ae jaan o saaro
Neza sanwaro ae jaan o saaro
Karbala walo nu salam hamara
Kro Matam kro sari fojey khuda ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Ai wa gareeb Hussaina
Ai wa shaheed Hussaina
Ai wa mazloom Hussaina
Ai wa mazloom Hussaina
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Hum ho na ho ye gham to rhey ga
Kal koi humsa matam krega
Hum ho na ho ye gham to rhey ga
Kal koi humsa matam krega
Farsh e aza to bichta rhey ga
Farsh e aza to bichta rhey ga
Ik din ye sara sansaar khe ga
Kro matam kro mil ke shahey khuda ka
kal ho na ho kya pata zindagi ka
Kro matam Kro shah e karbo bala ka
kal ho na ho kya pata zindagi ka
Ae azadaro zehra ke pyaro
Tum ko shaheed e karbala ne pukaro
Kro matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Badley jo mosam, Badley zamana
Ghar ha ghamo se khud ko bachana
Badley jo mosam, Badley zamana
Ghar ha ghamo se khud ko bachana
Farsh e aza se door na jana
Farsh e aza se door na jana
Toot e dilo ka ha Hussain sahara
Kro matam kro dil e mushkil kusha ka
kal ho na ho kya pata zindagi ka
Kro matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Ai wa gareeb Hussaina
Ai wa shaheed Hussaina
Ai wa mazloom Hussaina
Ai wa mazloom Hussaina
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Laya muharram hussain ka gham
Ha kaley kaprey Ha kaley percham
Laya muharram hussain ka gham
Ha kaley kaprey Ha kaley percham
Noha sabeeley taziye matam
Noha sabeeley taziye matam
Sha ki aza ka pur noor nazara
Kro matam kro razi sayeda ka
Kal na ho kya pata zindagi ka
Kro matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Ae azadaro zehra ke pyaro
Tum ko shaheed e karbala ne pukaro
Kro matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Bhuley ge kaise roz e ashura
Wo para para burshan e zahra
Bhuley ge kaise roz e ashura
Wo para para burshan e zahra
Shah e zaman ka teero pe lasha
Shah e zaman ka teero pe lasha
Lakho ne mil ke mazloom ko mara
Kro matam kro guley kherun nisa ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Kro matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Ai wa gareeb Hussaina
Ai wa shaheed Hussaina
Ai wa mazloom Hussaina
Ai wa mazloom Hussaina
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Zahoor hoga zurur hoga
Sha ke haram mein ayege Mola
Zahoor hoga zurur hoga
Sha ke haram mein ayege Mola
Hujoom hoga ahley aza ka
Hujoom hoga ahley aza ka
Us din khey ga humse mola hamara
Kro matam kro har qateeley jafa ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Kro matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Ai wa gareeb Hussaina
Ai wa shaheed Hussaina
Ai wa mazloom Hussaina
Ai wa mazloom Hussaina
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Hussain Ya Hussain Mola, Hussain Ya Hussain
Ae azadaro zehra ke pyaro
Tum ko shaheed e karbala ne pukaro
Kro matam Kro shah e karbo bala ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka
Kal ho na ho kya pata zindagi ka

0 Comments